'Maaloom' is a awesome song from the upcoming Hindi movie 'Lekar Hum
Deewana Dil'. Hriday Gattani & Jonita Gandhi had sung this song
while Amitabh Bhattacharya had penned this song.
Song : Maaloom
Singer : Hriday Gattani & Jonita Gandhi
Movie : Lekar Hum Deewana Dil
Music : A.r. Rahman
Lyrics : Amitabh Bhattacharya
Maaloom Song Lyrics:
Paisa Vaisa Kya Pata
Kaun Kaisa Kya Pata
Zinda Hoon Aaj Main
Iss Se Zyada Kya Pata
Mera Toh Zamane Se
Lena Dena Hi Nahin
Yaara Gustakhi Maaf
Itna Hi Maaloom..
Jispe Bhi Tu Sath Ho
Bas Itna Hi Maaloom
Yaqeen Hai Vahi Hai
Meri Manzil Ka Raasta
Meri Manzil Ka Raasta
Taare Kaisa Bhala
Hain Todte Kya Pata
Taare Mil Bhi Gaye Toh
Tu Karegi Bhi Kya
Main Gair Maamooli
Kartab Dikha Karke
Saabit Karoon Bol Kya
Kya Hai Tu Mere Liye
Seedhe Saade Se
Lafzon Mein Sun Le Zara
Qasmein Kya Pata
Reet Rasmein Kya Pata
Sachche Pyaar Ki
Qismein-Vismein Kya Pata
Mera Toh Zamane Se
Lena Dena Hi Nahin
Yaara Gustakhi Maaf
Itna Hi Maaloom..
Jispe Bhi Tu Sath Ho
Bas Itna Hi Maaloom
Yaqeen Hai Vahi Hai
Meri Manzil Ka Raasta
Manzil Ka Raasta
Kaun Kaisa Kya Pata
Zinda Hoon Aaj Main
Iss Se Zyada Kya Pata
Mera Toh Zamane Se
Lena Dena Hi Nahin
Yaara Gustakhi Maaf
Itna Hi Maaloom..
Jispe Bhi Tu Sath Ho
Bas Itna Hi Maaloom
Yaqeen Hai Vahi Hai
Meri Manzil Ka Raasta
Meri Manzil Ka Raasta
Taare Kaisa Bhala
Hain Todte Kya Pata
Taare Mil Bhi Gaye Toh
Tu Karegi Bhi Kya
Main Gair Maamooli
Kartab Dikha Karke
Saabit Karoon Bol Kya
Kya Hai Tu Mere Liye
Seedhe Saade Se
Lafzon Mein Sun Le Zara
Qasmein Kya Pata
Reet Rasmein Kya Pata
Sachche Pyaar Ki
Qismein-Vismein Kya Pata
Mera Toh Zamane Se
Lena Dena Hi Nahin
Yaara Gustakhi Maaf
Itna Hi Maaloom..
Jispe Bhi Tu Sath Ho
Bas Itna Hi Maaloom
Yaqeen Hai Vahi Hai
Meri Manzil Ka Raasta
Manzil Ka Raasta
0 comments:
Post a Comment
Please comment your views below. We are always happy to hear from you. Your comment is very valuable to us. It inspires us to do more.